Friday, March 25, 2016

Deewani ka alam

Deewanagi ka aalam hai,
Ghamo ki sharhado par Yaado ka basera hai,

Iss Matlab bhari basti me,
Na koi mera hai,na koi tera hai.

Bhul ja un vado ko,un kadmo ko,

Yahan har rista ek bakhera hai.

No comments:

Post a Comment