Friday, March 25, 2016

Ek din to Jana hai tujhko,aaj to sath  rahane de.ye darad zafa ka tere sangh sahane de,

Aise na najre chura mujh se,

hun mai aakhir Tera deewana,

hai jab tak sans baki,tab tak  to tere ishq me mujhko jalne de,

Aise na juda kar khud ko mujhe se,

  mai chala gaya to wapas nahi aane wala,Teri bahon me mujhko rahane de.

1 comment: