Friday, March 25, 2016

Duniya jise kahti hai gazal

Duniya jise kahti hai gazal,
Who kisi k dard ka fasana hai.

Har labz ek ansu,
Kuch aah,to kuch dard ka fasana hai.

Kiss se kare dard-e-zindagi ka tarjuma,
Yahan har rishta ek matlab h,
Matlab farast zamana hai.

Duniya jise kahti h gazal ,
Kisi k dard ka fasana hai.

I Love u all
M.A.K.

No comments:

Post a Comment